AGAR MAIN JANTA....
Agar Main Janta ki jindagi ek baar milti hai
to har roz jeeta main
Agar main Janta ki maut ke par bhi ek jindagi hai
to maut se na darta main
agar main janta ki tum meri aankhen padh sakti ho
to itni bak bak na karta main
agar main janta ki ye ehsaas tumhe bhi hai
to tumhari bhi aankhon ko padta main
par afsosh kahin tumhe jankar bhi
tumse anjaan tha main.......